Friday, July 13, 2012

Badhe Chalo, Badhe Chalo (Hindi) Charaiveti Charaiveti (Sanskrit)

Badhe Chalo, Badhe Chalo (Hindi) Charaiveti Charaiveti (Sanskrit)

These are the words, my child inspired me while walking in the evening, yesterday.
In fact, in the child hood my sister, Amita Tai, was writing an essay in Sanskrit, Charaiveti Charaiveti, at that time also, it clicked but, I didn't wrote it and have missed at least 1000 poems later on by not writing it, in fact, I forgot that it comes from lord Saraswati, i.e. the source is Goddess Saraswati, I'm going to say sorry to her, right now. Hence, this effort.

(Hindi)
Badhe Chalo, Badhe Chalo,
Chahe Tufan Aye, Aur Tham Jaye,
Chahe Tufan Aye, Aur Ate Rahe,
Chahe Tufan Na Aye, Aur Simple Rasta Hai,
Kyunki Sadhe Raste Par Chalaneko bahot andaruni Prerana lagti hai.
Isiliye Badhte Raho, Jindagi mey Badhate Raho
Badhe Chalo, Badhe Chalo.

Badhe Chalo, Badhe Chalo,
Chahe, Sidha Rasta Ho,
Chahe, Ubad khabad rasta ho,
Chahe, Nadiya Ho,
Chahe Pahad Ho,
Chahe, Patharila Rasta Ho,
Chahe, Kate Ho,
Chahe, Phul Ho,
Chahe, Barfila Rasta Ho,
Chahe, Koi Bura Kahe,
Chahe, Koi, Kare Rajniti.

Badhe Chalo, Apane Lakshya ko Prapt Karane.
Badhe Chalo, Apane Lakshya ko unchai par rakhane,
Badhe Chalo, Apne Apako Pane ke liye,
Badhe Chalo, Sulaza huwa insan banane.

Badhe Chalo, Acchcchai ke raste,
Jisme bahot aage badhana hai,
Jisme bahot rukawate,
Jisme bahot takeliphe hai,
Lekin phirbhi yehi rasta sahi hai,
Purna Prayas se Badhe Chalo.
Manzil Hame Pani Hai, chahe wo dur kyo na ho,
Chahe, choti moti safalta mile na mile,
Chahe bahot sukh na mile,
Chahe Dukh Pichcha na chhode,
Chahe lage hame bhagav bhul gaye,
Chahe, lage nirasha,
Badhe Chalo Badhe Chalo.

Akhari hame, Suraj ko chhoona hai,
Akhari hame, Asaman ko chhoona hai.
Paripurnatva Paneko, Badhe Chalo, Badhe Chalo.


coming more.
Dr. Ashish Manohar Urkude
ashish.urkude@gmail.com

No comments: